- 30 Sep 2005, 00:42
#3728
May everything I have be sacrificed on Imam Ali (AS)
The following is a wonderful Qasida on the fazaail of Imam Ali (AS)
Click here to listen [taken from nawhas.com]
Mera Mola mei likhu
Mera Mola Mera Mola mei likhu teri fazilat kaise
Bara mushkil teri midhat ka safar lag ta hai log kehdeh naa nuseri yehi der lag taa hai

Tere chokat pe sitare ne salaami ki hai, tere bacho ki farishto ne gulami ki hai Kule iman hai jiberil Ka ustad hai tu, had hai kawnain ke sardar ka damad hai tu (Ya Ali tere ) x2 taaruf mein koyi kiya bole teri thoker ka isharaa ho to murdaa bole

Ek hi waqt mei chalis jaga per mojood her nafas tuj mei jalak te hai sifaat-e-mabood, Chand suraj bhi samaj te hai isharaa teraa, Zindagi kiya hai ajal per bhi hai kabza teraa, (Ya Ali din-e-) x2 payamber ka nigehbaan hai tu Jis pe Allah ka dhoka ho woh insan hai tu.

Putla adam ka banaya hai tere hatho ney, nakshe konain tarasha tere hatho ney, sochta hu key nuseri ki khata hi kiya hai, jab ke Allah ka chehra bhi tera chehra hai (khud diye nehje) x2 balaga mei jo khutba tune us se lag ta hai banayi hai yeh duniya tune

Janat-o- kauser –o- taslim –o iraam tere hai yehi hai dosh-e-Risalat par kadam tere hai ilteja ye hai ke Hasnain ka sadqa dede apne madaa ho midhat ka salika dede, (guftugu kar ne ke) x2 adab sikhade maula mere har, lafz ko nayyab pe banade maula

Watch 'The Mukhtar Narrative / Mukhtar Nama' on Ask - a series narrating Mukhtar al-Thaqafi's revenge for Karbala.
Watch 'The life of the Father of Chemistry, Jabir ibn Hayyan'